Notification texts go here Contact Us Get It Now!

25 Muharram Poetry in Urdu - Shahadat Imam Sajjad | HaiderAli1414

If you're searching for 25 Muharram Poetry in Urdu Text, Shahadat Imam Sajjad, Shahadat Imam Zain ul Abideen, Sad Poetry in text, Karbala Poetry, Shia Poetry then you're at right place.

Visit on https://shayarimint.com

25 Muharram Shahadat Imam Sajjad (a.s).


25 Muharram Shahadat Imam Sajjad, muharram poetry
25 Muharram Poetry in Urdu - Shahadat Imam Sajjad as | HaiderAli1414

سلام ہو أس أمام پر جس کي أمامت
کي پہلي شام ہي شامِ غریباں تھي

Salam Ho Uss Imam Par Jiss Ki Imamat
Ki Pehli Shaam Hii Shaam e Ghareebaan Thi


shahadat imam sajjad, 25 muharram quotes
Shahadat Imam Sajjad as 

رونے کے لیے کافي ہے سجاد ع تیرأ نأم
تو شہنشاہِ درد ہے بتلأ رہي ہے شأم

Ronayy Key Liyee Kafi Haii Sajjad a.s Teraa Naaam
Tu Shehanshah e Dardd Haii Batlaa Rhi Hai Shaam



poetry on imam Sajjad, muharram poetry
Poetry on Imam Sajjad as


یثرب سے صدأ آئي سجأد ع چل بسا
وہ شأم وألا قیدي بیمأر چل بسا
بأقر ع پہ ہے یتیمي روتے ہیں حرم سأرے
بأبأ کو روتے روتے غم خوأر چل بسا
چادر کو مأنگتا تھأ جو مأں بہنوں کي خاطر
وة شأم کأ سوألي وة سردأر چل بسأ
چألیس سأل رویا جو پردے کو یأد کر کے
زینب س کے قأفلے کأ سألار چل بسا
کربل سے کوفہ آیأ کوفہ سے شأم آیا
وہ رأہوں کأ مسأفر عزأدأر چل بسا

Yasrab Se Sadaa Aai Sajjad as Chal Basa
Wo Shaam Wala Qaidi Bemaar Chal Basaa
Baqir as pe Hai Yateemi Rotay Hain Haram Saray.
Baba Ko Rotay Rotay Wo Ghamkhawar Chal Basaa
Chadar Ko Manghta Tha Jo Maa Behnon Ke Khatir
Wo Shaam Kaa Sawalii Wo Sardaar Chall Basaaa
Chalis (40) Saal Royaa Jo Parday Ko Yaad Kar Ke
Zainab sa Ke Qafilay Ka Salaar Chal Basaa
Karbal Se Kufa Ayaa Kufa Se Shaam Ayaa
Wo Rahoon Ka Musafir Azadar Chal Basaa


25 muharram poetry
25 Muharram Poetry

ہر موڑ پہ تو نظریں جُھکأئے ہوئے گزرأ
غیرت کے جنأزے کو أٹھائے ہوئے گزرا

Har More Pe Tu Nazren Jukaye Huyee Guzra
Ghyrat Ke Janazat Ko Uthaye Huwaye Guzraa.


imam zain ul Abideen, karbala poetry
Imam Sajjad as


یہ دین کبھي قید سے آزأد نہ ہوتا
گر خون سے عأبد ع أسے سیرأب نہ کرتا
أسلام کأ گلشن کبھي آبأد نہ ہوتا

Paband Salasal Main Jo Sajjad as Naa Hoty
Yeh Deen Kabhi Qaid se Azaad Naa Hota
Gar Khoon se Abid as Isse Sayraab Naa Karta
Islam Ka Gulshan Kabi Abaad Naa Hota.


imam sajjad, muharram poetry
Shaam Haaye Shaam


سر برہنہ دیکھ کے مأؤں کو خوں روتأ رہا
قتل عأبد ع شأم کے ہر موڑ پہ ہوتأ رہا

Sar Barina Deikh Ke Maaon Ko Khoon Rota Raha
Qatl Abid as Shaam Ke Har Morr Pe Hota Rahaa.


poetry on 25 Muharram Shahadat Imam Sajjad
Shahadat Imam Sajjad as


جب عأبد ع بیکس کو پیأم أجل آیا
دنیائے دغأ بأز کي نیت میں بل آیا
وہ زہر دیأ جس سے سکوں میں خلل آیا
مأنند حسن ع کٹ کے کلیجہ نکل آیا
ظألم نے مریضِ شہِ دلگیر کو مارأ
شبر کي طرح دلبر شبیر ع کو مارأ

Jab Abid as Bekas Ko Payam Ajal Aya
Duniya e Dhaga Ki Niyat Main Bal Aya
Wo Zehr Diya Jis Se Sakoon Main Khalal Ayaa
Manand Hassan as Kat Ke Kalejha Nikal Ayaa
Zaliim Ne Mareez e Sheh Dilgheer Ko Mara
Shabbar Ki Tarah Dilbar E Shabbir as Ko Mara


haaye sajjad, 25 Muharram Shahadat poetry
25 Muharram Urdu Poetry


لٹ کے پھر لٹنے چلأ ہے قأفلہ سجأد ع کا
شأم تک نوحہ پڑھے گي کربلأ سجأد ع کا

Lutt Ke Phr Lutnay Chala Hai Qafila Sajjad as Ka
Shaam Tal Nohaa Parhay Gi Karbala Sajjad as Ka.


imam Sajjad aur shaam, muharram shayari
Shahadat 4th Imam


وقت سجأد ع نے کیسے وہ گزأرأ ہوگأ
نأم زینب س کأ جو غیروں نے پکأرأ ہوگأ

Waqtt Sajjad as Ney Kaisey Wo Guzaraa Hogaa
Naam Zainab sa Kaa Jo Ghairon Ne Pukara Hoga.


muharram poetry, imam sajjad poetry
Haaye Bazaar Haaye Bemaar


نہ جأنے کیأ غم دیئے بأزأر نے سجأد ع کو
عمر بھر خیرأت میں وہ چأدریں دیتأ رہأ

Naa Jany Kiya Ghum Diyee Bazaar Ne Sajjad as Ko
Umar Bhar Khairaat Main Wo Chadarein Deta Raha.


25 muharram poetry in urdu, shahadat imam sajjad
25 Muharram Poetry in Text


أفضل ہے شہأدت سے أسیري تیري سجأد ع
وہ شأم کأ ہر چوک شہأدت سے کم نہیں

Afzall Haii Shahadat Sey Asiri Terii Sajjad as
Wo Shaam Kaa Harr Chokk Shahadat Sey Kam nahi.


25 muharram urdu poetry, shahadat imam sajjad
Haaye Mera Mazloom Imam


عأبد ع کے دل میں أتر گیأ بأزأر
زینب س تیري ردأ کو روتأ رہأ بیمأر

Abid as Ke Dil Main Utar Gia bazaar
Zainab sa Terii ridaa Ko Rotaa rahaa Bimaaar.


shahadat 4th imam of shia muslim, muharram poetry
Shaam Ka Bazaar


طوق نے مأتم کیأ أور بیڑیأں روتي رہي
صبر پہ سجأد ع کے خود سختیأں روتي رہي


ToQ Ne Matam Kiya Aur Bheriyaan Roti Rahi
Sabar Pe Sajjad as Ke Khud Sakhtiyaan Roti Rahi.



4th Imam: 

Imam Zain ul Abideen as ke bary main kaha jata hai ke unhein ummavi khalifa al Waleed yan iss ke bhai Hashaam ke uksany par madina mn Imam as ko zehar diya gya tha, In ki shahadat ka saal 94H yan 95H bataya jata hai, aur wo Madina main al Baqi main apne chacha Hassan as ke pehlu mn dafan hain. MediLung ke mutabiq, inki shahadat ke baad bohat se logon ne dariyaft kiya ke inki roti Ali as se aii thi. Wo har raat apni peeth par khany ki bori le kar bahir nikltah, gareebon ke dadwazay khatkataty aur mu chupaty huway jawab deny walon ko, gumnaam rehnay ke liye azadana tor par deity...

Imam Sajjad as Ke Qatilon Par Lanat Beshumaar......

Post a Comment

Oops!
It seems there is something wrong with your internet connection. Please connect to the internet and start browsing again.
AdBlock Detected!
We have detected that you are using adblocking plugin in your browser.
The revenue we earn by the advertisements is used to manage this website, we request you to whitelist our website in your adblocking plugin.