Visit on https://shayarimint.com
25 Muharram Shahadat Imam Sajjad (a.s).
![]() |
| 25 Muharram Poetry in Urdu - Shahadat Imam Sajjad as | HaiderAli1414 |
سلام ہو أس أمام پر جس کي أمامت
کي پہلي شام ہي شامِ غریباں تھي
Salam Ho Uss Imam Par Jiss Ki ImamatKi Pehli Shaam Hii Shaam e Ghareebaan Thi
![]() |
| Shahadat Imam Sajjad as |
رونے کے لیے کافي ہے سجاد ع تیرأ نأم
تو شہنشاہِ درد ہے بتلأ رہي ہے شأم
Ronayy Key Liyee Kafi Haii Sajjad a.s Teraa NaaamTu Shehanshah e Dardd Haii Batlaa Rhi Hai Shaam
![]() |
| Poetry on Imam Sajjad as |
یثرب سے صدأ آئي سجأد ع چل بسا
وہ شأم وألا قیدي بیمأر چل بسا
بأقر ع پہ ہے یتیمي روتے ہیں حرم سأرے
بأبأ کو روتے روتے غم خوأر چل بسا
چادر کو مأنگتا تھأ جو مأں بہنوں کي خاطر
وة شأم کأ سوألي وة سردأر چل بسأ
چألیس سأل رویا جو پردے کو یأد کر کے
زینب س کے قأفلے کأ سألار چل بسا
کربل سے کوفہ آیأ کوفہ سے شأم آیا
وہ رأہوں کأ مسأفر عزأدأر چل بسا
Yasrab Se Sadaa Aai Sajjad as Chal BasaWo Shaam Wala Qaidi Bemaar Chal BasaaBaqir as pe Hai Yateemi Rotay Hain Haram Saray.Baba Ko Rotay Rotay Wo Ghamkhawar Chal BasaaChadar Ko Manghta Tha Jo Maa Behnon Ke KhatirWo Shaam Kaa Sawalii Wo Sardaar Chall BasaaaChalis (40) Saal Royaa Jo Parday Ko Yaad Kar KeZainab sa Ke Qafilay Ka Salaar Chal BasaaKarbal Se Kufa Ayaa Kufa Se Shaam AyaaWo Rahoon Ka Musafir Azadar Chal Basaa
![]() |
| 25 Muharram Poetry |
ہر موڑ پہ تو نظریں جُھکأئے ہوئے گزرأ
غیرت کے جنأزے کو أٹھائے ہوئے گزرا
Har More Pe Tu Nazren Jukaye Huyee GuzraGhyrat Ke Janazat Ko Uthaye Huwaye Guzraa.
![]() |
| Imam Sajjad as |
یہ دین کبھي قید سے آزأد نہ ہوتا
گر خون سے عأبد ع أسے سیرأب نہ کرتا
أسلام کأ گلشن کبھي آبأد نہ ہوتا
Paband Salasal Main Jo Sajjad as Naa HotyYeh Deen Kabhi Qaid se Azaad Naa HotaGar Khoon se Abid as Isse Sayraab Naa KartaIslam Ka Gulshan Kabi Abaad Naa Hota.
![]() |
| Shaam Haaye Shaam |
سر برہنہ دیکھ کے مأؤں کو خوں روتأ رہا
قتل عأبد ع شأم کے ہر موڑ پہ ہوتأ رہا
Sar Barina Deikh Ke Maaon Ko Khoon Rota RahaQatl Abid as Shaam Ke Har Morr Pe Hota Rahaa.
![]() |
| Shahadat Imam Sajjad as |
جب عأبد ع بیکس کو پیأم أجل آیا
دنیائے دغأ بأز کي نیت میں بل آیا
وہ زہر دیأ جس سے سکوں میں خلل آیا
مأنند حسن ع کٹ کے کلیجہ نکل آیا
ظألم نے مریضِ شہِ دلگیر کو مارأ
شبر کي طرح دلبر شبیر ع کو مارأ
Jab Abid as Bekas Ko Payam Ajal AyaDuniya e Dhaga Ki Niyat Main Bal AyaWo Zehr Diya Jis Se Sakoon Main Khalal AyaaManand Hassan as Kat Ke Kalejha Nikal AyaaZaliim Ne Mareez e Sheh Dilgheer Ko MaraShabbar Ki Tarah Dilbar E Shabbir as Ko Mara
![]() |
| 25 Muharram Urdu Poetry |
لٹ کے پھر لٹنے چلأ ہے قأفلہ سجأد ع کا
شأم تک نوحہ پڑھے گي کربلأ سجأد ع کا
Lutt Ke Phr Lutnay Chala Hai Qafila Sajjad as KaShaam Tal Nohaa Parhay Gi Karbala Sajjad as Ka.
![]() |
| Shahadat 4th Imam |
وقت سجأد ع نے کیسے وہ گزأرأ ہوگأ
نأم زینب س کأ جو غیروں نے پکأرأ ہوگأ
Waqtt Sajjad as Ney Kaisey Wo Guzaraa HogaaNaam Zainab sa Kaa Jo Ghairon Ne Pukara Hoga.
![]() |
| Haaye Bazaar Haaye Bemaar |
نہ جأنے کیأ غم دیئے بأزأر نے سجأد ع کو
عمر بھر خیرأت میں وہ چأدریں دیتأ رہأ
Naa Jany Kiya Ghum Diyee Bazaar Ne Sajjad as KoUmar Bhar Khairaat Main Wo Chadarein Deta Raha.
![]() |
| 25 Muharram Poetry in Text |
أفضل ہے شہأدت سے أسیري تیري سجأد ع
وہ شأم کأ ہر چوک شہأدت سے کم نہیں
Afzall Haii Shahadat Sey Asiri Terii Sajjad asWo Shaam Kaa Harr Chokk Shahadat Sey Kam nahi.
![]() |
| Haaye Mera Mazloom Imam |
عأبد ع کے دل میں أتر گیأ بأزأر
زینب س تیري ردأ کو روتأ رہأ بیمأر
Abid as Ke Dil Main Utar Gia bazaarZainab sa Terii ridaa Ko Rotaa rahaa Bimaaar.
![]() |
| Shaam Ka Bazaar |
طوق نے مأتم کیأ أور بیڑیأں روتي رہي
صبر پہ سجأد ع کے خود سختیأں روتي رہي
ToQ Ne Matam Kiya Aur Bheriyaan Roti RahiSabar Pe Sajjad as Ke Khud Sakhtiyaan Roti Rahi.
4th Imam:
Imam Zain ul Abideen as ke bary main kaha jata hai ke unhein ummavi khalifa al Waleed yan iss ke bhai Hashaam ke uksany par madina mn Imam as ko zehar diya gya tha, In ki shahadat ka saal 94H yan 95H bataya jata hai, aur wo Madina main al Baqi main apne chacha Hassan as ke pehlu mn dafan hain. MediLung ke mutabiq, inki shahadat ke baad bohat se logon ne dariyaft kiya ke inki roti Ali as se aii thi. Wo har raat apni peeth par khany ki bori le kar bahir nikltah, gareebon ke dadwazay khatkataty aur mu chupaty huway jawab deny walon ko, gumnaam rehnay ke liye azadana tor par deity...
Imam Sajjad as Ke Qatilon Par Lanat Beshumaar......












